๐๐jahan tm ho๐๐๐๐๐๐๐๐
--
๐๐jahan tm ho๐๐๐๐๐๐๐๐
- 38
- 8
- 24
shona
Comment
24commnets
- รrShMรคร#(รrsh)ohh. so nice
- Tannu Sapnaacha g Suchiiii Shona
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐Kitna bebas hai insan kismat k aage, Har sapna toot jata hai haqikat k aage, Jisne kabhi jhukna nahi seekha duniya mai, Wo B jhuk jata hai mohbt k aage
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐Ussey bewafa kehna b mere liye gunnah ki baat hai.. "gullab" Bewafa to ussey kehtay hain jo wafa kar k chour jaye.
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐Zindgi Mili "Zara Si Thi" Kuch Is Me Kami "Zara Si Thi" Woh Roz Hota Gaya Paas Mere.! Lekin Phir Bhi Dori "Zara Si Thi" Chand Jaagte Jaagte So Bhi Gaya! Raat Abhi Beeti "Zara Si Thi" Mohabat Baant Di Us Ne Zamaney Mein Lekin.! Jo Mere Hissey Mein Aai Wo MuhabBAt "ZARA Si Thi"
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐Na Jane Kin Adaon Se Lubha Liya Gaya Mujhe. Qateel Mere Samney Chura Liya Gaya Mujhe. Kabhi Jo Un Ke Jashn Mein Siyahiyan Bikhar Gaen To. Roshni K Wastey Jala Liya Gaya Mujhe. Barah-E-Rast Rabta Na Mujhse Tha Qabool Unhain. Likhwa K Khat Raqeb Se Bula Liya Gaya Mujhe. Jab Un Ki Deed K Liye Khara Tha Main Kataar Me. Na Jane Kyon Kataar Se Hata Liya Gaya Mujhe. Mein Rondney Ki Chez Tha Kisi K Paon Se Magar. Kabhi Kabhi To Zulf Mein Saja Liya Gaya Mujhe. Poucha Gaya Wafa Hai Kya.? Jawab Tha K Zindagi. Qateel Piyar Se Galey Laga Liya Gaya Mujhe.
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐=* =Ye Soch Lia Hai K, Ab kisi ko Aawaaz Nahi Deni,,, =* =K Ab Main Bhi To Dekhon, koi kitna Talabgar Ha mera
- haya khan ๐๐waoooooo awesome ๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐D0ori ka Ab Ek Pal รi Gavaara Nahi H0ta. Piyaar Ek รaar Hi H0ta Hai Dubaara Nahi H0ta. Sadiy0'n ki Musafaat H0 T0 Milta Hai Hamsafar. Pal รhar k0i Mil kar Hamara Nahi H0ta. Mai'n J0 รaat karta H0n T0 V0 Rehta Hai khama0sh. Awais Sey Ab Us ki Guzara Nahi H0ta.,
- haya khan ๐๐wowwwww yr ๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐amazing
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐Kal Shaam Tumharay Ghar Qayam Kis Ka Tha, . Na Tha Koi Musafir To Ehtemam Kis Ka Tha. . Likh Likh Ke Choomtay Rahay Jis Ko Raat Bhar, . Hamein Bhi Batao Wo Naam Kis Ka Tha. . Jis Ko Sun Ke Ro Pare Ehle-E-Mehfil, . Itna Bheegta Hua Anjam Kis Ka Tha. . Haaye Saqi Hamein Pee Ke Hosh Na Raha, . Wo Hath Kis Ka Tha Wo Jaam Kis Ka Tha..
- haya khan ๐๐wowwwwwwww so so nice wording yar
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐Nigahon ke samander ka thikana chahte hain hum hamey tum se mohabat hai batana chahte hain hum Hume achi nahi lagti kisi mosum ki shadabi !! tumhein bas apni sanso mein basana chahte hain hum hamara ghar tu roshan hai hamarey naam se lakin! tumare naam se jivan sajana chahte hain hum hume her haal mai tum se aqidat or mohabat hai Tumare pas ane ka bahana chahte hain hum.
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐Aaj phir uthey to Tum yaad aagaye haya Najany Tum meri subah ho ya Dil ki dherkan.
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐Itni gehri neend se sona choor do, haya g kisi din koi apna choor gaya to sari zindagi neend nahi aayegi.
- ๐ค๐น๐ปAsbat...@achha hai baht meetha..๐๐๐
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐
- haya khan ๐๐thanks a lot๐๐๐๐๐๐
- ๐ล mร rter รwaรฏs๐so sweet